Teri aankhon se bahut pyar karte hain ‘Avinash’Hamse nafrat hai fir bhi teri aankhon pe marte hain ‘Avinash’Bewafai ki hai tumne ye malum hai ‘Avinash’ koTeri galiyon main na rakhenge kadam, bas yahi sochte hai ‘Avinash’Mujhe manjur hai teri bewafai aur judai bhiJudai kya hai judai ko pairo tale rakhte hain ‘Avinash’Bewafai ki hai tumne mere sathBewafao ko bhi dua dete rahe hain ‘Avinash’Dekh le aake kabhi kis tarah ji raha hoon yahanJakham diye hai tune tere jakhmo ko sah rahe hain ‘Avinash’Matlab rakhne walon se sada hi door rahenge abTeri muskan main matlab ki boo mahkate rahe hain ‘Avinash’Kya-Kya na sitam sahe hain tere pyar mainBewafa jan kar bhi tere liye tadapte rahe hain.
Related Posts
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 7, 2019
- 0
Humne Bewaffai Nehi Ki AapseAap Yeh Kyo Keh Ke Hume Sattate HaiAapka Rishta Kisi Our Ke Saath HaiHum Yehi To Aapko Samjhate HaiAapke Haath Pe […]
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Mohabbat Kar Kay Dekhi Toh Mohabbat Ko Pehchana HaiWafa Buss Naam Ki, Bewafai Ka Fasana Hai
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Tumse dur jane ka irada na tha, sada sath rehne ka bhi vaada na tha, Tum yaad na kroge ye jante the hum, Par itni […]
