Valsad Online
Join Telegram Valsad ValsadOnline
Bewafa Shayari Shayari

Bewafa Shayari

Gungunatey Huye Aanchal Ki Hawa Dey Mujh KoUngliyaan Pheir Kar Baloun Mein Sula Dey Mujh KoJiss Trah Faaltu Guldaan Parey Rehtey HeinApney Ghar Key Kisi Koney Sey Laga Dey Mujh KoYaad Kar Key Mujhay Takleef Hi Hotti Ho GiEik Qissa Houn Purana Sa Bhula Dey Mujh KoDoubtey Doubtey Aawaz Teri Sun JaounAkhri Baar Tu Sahil Sey Sada Dey Mujh KoMain Tery Hijar Mein Chup Chap Na Mar Jaoun KaheinMain Houn Saktey Mein Kabhi Aaa Kar Rula Dey Mujh KoDekh Main Ho Gya Houn Badnaam Kitboun Ki TrahMeri Tashheer Na Kar Ab To Jala Dey Mujh KoRoothna Tera Meri Jaan Liye Jata HaiAisy Naraz Na Ho,Hans K Dikha Dey Mujh KoAur Kuch Nahein Manga Meray Malik Tujh SeyUs Ki Galiyoun Ki Khak Bana Dey Mujh KoLog Kehtey Hein K Yeh Ishq Nighal Jata HaiMain Bhi Is Ishq Mein Aya Houn,Duaa De Mujh KoYahi Auqaat Hai Meri Teray Jeevan MeinKoi Kamzore Sa Lamha Houn,Bhula De Mujh Ko

Related posts

Dard Shayari

ValsadOnline

Dard Shayari

ValsadOnline

Dard Shayari

ValsadOnline