Mujh se mera kya rishta hai har ek rishta bhool gayaitne aaine dekhe hain k apna chehra bhool gayaAb to yeh bhi yaad nahee hai farq tha kitna dono mainUs ki baatein yaad raheen aur us ka lehja bhool gayaPyasi dharti k hothon per mera naam nahee to kya`Main woh baadal ka tukda hoon jis ko dariya bhool gayaduniya wale kuch bhi kahein per apni to majboori hai dostonUski gali jab yaad aayi hai ghar ka rasta bhool gaya..
Related Posts
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 7, 2019
- 0
Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi MujheIs Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi MujheMain Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay DouUs Ne To Ibteda […]
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Dakh Baby Post Meri Achi hai Soch Meri Sachi hai lakin main tujhe abhi bhi pasand nahi aaya to sweet heart tu abhi bachi hai
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Aag Dil Me Lagi Jab Wo khafa HueMehsoos hua Tab, Jab Wo Juda HueKar K Wafa Kuch De Na Sake WoPer Bahut Kuch De Gaye […]
