Ashako ki shiyahi se likha tha pyar khat kaShayad wahi karar tha uske didar kaWo bhoole bhatke pahunch gayi mere kabar parUsko pata mila tha sirf mere majar kaDafan dil ko mere karar(chain) na milaUthkar kiya maine swagat apne yar kaRooh ki milan ka usko ehsas thaLekin wo mauka nahi tha rasme bahar kaBhawnaye ashako main chhalki thi hushn seShayad wahi kinara tha uske khumar kaChar phool rakh gayi wo tahe dil seUsko bhi intezar tha apne ‘Avinash’ ka..
Related Posts
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
teri aankhon se kaash koi ishara to hota,kuch to meri jaan jeene ka sahara to hota,tod dete hum har ek rasam zamane ki,tune ek baar […]
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Kaun Chahega Tumhe Meri Tarah; Ab Kisi Se Na Mohabbat Karna
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Har Dhadkan mein ek Raz hota hain, Har baat ko batane ka ek Andaz hota hai, Jab tak Thokar na lage Bewafai ki, Har kisi […]
