Bewafa Shayari

:: For My Special Friend ::Ghazlon mein tere ishq ka churcha na karen gayHum tujh ko yuon sar-e-aam ruswa na karen gayKiyon hum peh uthaeen sang-e-malamat ki fasileinBehtar hai tere shehar mein hum aaya na karen gayYeh chaand yeh taary yeh haseen raat ka aalamMunsoob tere naam se kya kya na karen gayWiraan hoey qasr-e-tamana ke dareechyAabaad kabhi pyar ki ab duniya na karen gayHar cheez ki bohtaat mein nuqsaan bohat haiShiddat se kisi shakhs ko chaha na karen gay.