Teri kitaab-e-hayat meiN, meri aukat ik safaa hai,Rangin fasaanon mein dabii kahin meri wafa hai.(Kitaab-e-hayat=Book of life, Safa=Page)Shikayat us likhne wale se hai, tujhse koi gila nahi,Jo shayad is kahani mein mere kirdar se khafa hai.Kitaab-e-muqaddas hai mera pyaar, par haar mili,Isme koi fasl hi nahi jiska nam nuksan ya nafa hai.(Kitaab-e-muqaddas=Bible, Fasl=Chapter)Unke diid par daffatan nikal gaya “ya mere khuda”Wo ise agar mante hain meri jafa to meri jafa hai.(Diid=Sight, Daffatan=Suddenly)Taariikh jaanta hai talwaar ki aziyaten kalam par,Haari hai shamshiir, kalam ki fateh har dafaa hai..
Related Posts
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 7, 2019
- 0
Lakh chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakta Saans rahte teri tasvir aankhon se hataa nahi sakta Aakhiri pal tak oo bewafaa tujehe yaad […]
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Sanso ka pinjra kisi din toot jayega,Phir musafi kisi raah me choot jayega,Abhi sath hai to do baaten karlo,Kya pata kab mukaddar humse ruth jayega….
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Unhe Nafrat Thi Hamse To Izhaar Kyu Kiya, Dena Hi Tha Zeher To Phir Pyar Kyu Kiya, De Kar Zeher Kehte Hai Peena Hoga, Aur […]
