Thukra ke usne mujhko,kaha ki muskuraao!Maine has diya,aakhir sawal uski khushi ka tha.Maine khoya woh jo mera tha hi nahi,Usne khoya wo jo sirf usi ka tha.——————————-aaj us ko bekhabar socha bohatkese kaatein ge safar socha bohataaj kal hum us ko soochein ge nahiaaj tanha beth ker socha bohat..——————————-Aaj bahut din baad suni hai baarish ki awaazAaj bohut din baad kisi manzar ne rasta roka haiRhim jhim ka malboos pehan kar yaad kissi ki aaee haiAaj bahut din baad achanak aankh yun he bhar aaee hai…
Related Posts
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Pyaar Karne Ka Hunnar Hame Nahi Aata; Isliye Pyar Ki Baazi Ham Haar Gaye; Hamari Zindagi Se Unhe Buhut Pyaar Tha; Shayad Isiliye Woh Hame […]
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Galat Sunaa Tha humne Mohabbat Aankhon Se Hoti Hai Dil To Wo Bhi Le Jatein Hain Jo Palkein Tk Nhi Uthate
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Yeh kai baar dekha hai hamne khud pe aajma kar,Dhokha dete hain log aaksar kareeb aa kar,Kehti hai duniya par yeh dil nhi manta ,Ke […]
