Thukra ke usne mujhko,kaha ki muskuraao!Maine has diya,aakhir sawal uski khushi ka tha.Maine khoya woh jo mera tha hi nahi,Usne khoya wo jo sirf usi ka tha.——————————-aaj us ko bekhabar socha bohatkese kaatein ge safar socha bohataaj kal hum us ko soochein ge nahiaaj tanha beth ker socha bohat..——————————-Aaj bahut din baad suni hai baarish ki awaazAaj bohut din baad kisi manzar ne rasta roka haiRhim jhim ka malboos pehan kar yaad kissi ki aaee haiAaj bahut din baad achanak aankh yun he bhar aaee hai…
Related Posts
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Kaha koi aisa mila jispe dil luta dete,har ek ne dhoka diya kis-kisko bhula dete,apne dil ka dard dil hi mein dabaye rakhe hain,karte bayan […]
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Yeh such hai doston kisi se pyaar na karna Kabhi kisi ka aitbaar na karna Tham ke khanjar apne hi hathon mein Bedardi se apne […]
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Udas Na Baitho Fiza Tang Karegi Gujre Hue Lamho Ki Sazaa Tang Karegi Kisi Ko Na Lao Dil Ke Itna Kareeb Kyonki Uske Jaane Ke […]
