Teri aankhon se bahut pyar karte hain ‘Avinash’Hamse nafrat hai fir bhi teri aankhon pe marte hain ‘Avinash’Bewafai ki hai tumne ye malum hai ‘Avinash’ koTeri galiyon main na rakhenge kadam, bas yahi sochte hai ‘Avinash’Mujhe manjur hai teri bewafai aur judai bhiJudai kya hai judai ko pairo tale rakhte hain ‘Avinash’Bewafai ki hai tumne mere sathBewafao ko bhi dua dete rahe hain ‘Avinash’Dekh le aake kabhi kis tarah ji raha hoon yahanJakham diye hai tune tere jakhmo ko sah rahe hain ‘Avinash’Matlab rakhne walon se sada hi door rahenge abTeri muskan main matlab ki boo mahkate rahe hain ‘Avinash’Kya-Kya na sitam sahe hain tere pyar mainBewafa jan kar bhi tere liye tadapte rahe hain.
Related Posts
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Ek din hum bhi kafan odh jayenge Har ek rishta is zameen se tode jayenge Jitna ji chahe satalo yaaro Ek din rulate hue sabko […]
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Unko Jana Tha Wo Chle Gye Hum ko Khona Tha Hum ne Kho Diya Fark sirf Itna Tha Us ne Zindgi Ka Ik Pal Khoya […]
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Mat kar itna gurur par, humne tujhe chahna chhod dia to log tujhe puchna bhi chhod denge
