Maine dekha hai tumhe jab se machalta dil haiKitna samjhaya na samjha ye kaisa dil haiTu to sota hai bade chain se shab bhar lekinLekin socha hai ye kis hal main mera dil haiKar diya maine tumhare hi hawale ab toChahe jis tarah rakho ab ye tumhara dil haiTeri furkat main sanam hal bura hai meraMah-e-aab sa har waqt dharkta dil haiDekhna hai ki teri najre karam kab hogiSange dil tu hai to khuddar bhi mera dil haiMeri bato ka bura aapne mana kyon sanamMain jise chahunga dunga ye hamara dil hai..
Related Posts
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Hamse Kare Woh Pyar Izhaar Kisi Aur Se Kare Khuda Kare Jis Se Kare Woh Izhaar Woh Bhi Pyar Kise Aur Se Kare…
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Adat Badal Don Kese Tere Intizar Ki Ye Bat Ab Nahi Hai Mere Ikhtiyar Ki
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Unhe kya pata ki humne toa woh khoya jo hamara tha hi nahi,Par unhone jo khoya woh unke siva kisi aur ka tha hi nahi………
