Tumse kiya pyar hamne bhool yah mujhse huiApne hatho jahar khaya, bhul ye mujhse huiJan ke dushman ko ham jane ja kahte hainApna jan mal sab kuchh lutaya bhul ye mujhse huiTeri har bat ka aitbar hamne kiyaTune hi mere dile aashna ka khun kiyaTere hi liye main jahan se takraya, bhul ye mujhse huiAb bhi teri shokh chanchal adaye kahti haiAb bhi teri Bewafai mere dil main saye ki tarah rahti haiRaton main jata tha milne bhul ye mujhse huiLeta hoon jab rat ki tanhaiyon main karwatKanta ban kar chubhta hai mujhko bistarUss Khuda ko chhod kar “Avinash”Ibadat teri ki, bhul ye mujhse hui..
Related Posts
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 7, 2019
- 0
Mohabbat har Insan ko ajmati hai, Kisi se ruth jati hai kisi pe muskurati hai, Mohabat khel hi aisa hai, Kisi ka kuch nahi jata […]
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Tu Wo Zaalim Hai Jo Dil Mein Reh Kar Bhi Mera Na Ban Saka Ghalib; Aur Dil Wo Kafir Jo Mujh Mein Reh Kar Bhi […]
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Jane Aisi Bhi Kia Dil Lagi Thi Tum Se, Mein Ne Aakhri Khwahish Mein Bhi Tumhari Mohabbat Mangi__!!
