Dard Shayari

Dard Shayari

By ValsadOnline

April 09, 2019

Ek kasak dil ki dil main dabi rah gayiZindagi main tumhari kami rah gayiIn honto par to hansi hi hansi haiPar aankho main todi si nami rah gayiJin sapno ko kabhi dekha tha humneWoh zindagi wahi par thami rah gayiEk kasak dil ki dil main dabi rah gayiZindagi main tumhari kami rah gayi…