Chaman ki bahaaron mein tha aashiyana ,Na jaane kahan kho gaya vo zamana ,Tumhen bhuulane ki mai koshish karunga ,Ye vaada karo ke na tum yaad ana ,Mujhe mere mitne ka gam hai to ye hai ,Tumhen bevafaa kah raha hai zamana ,Khud meri qabr pe tum na aana ,Tumhen dekh kar shaq karega zamana..
previous post
next post