Dard Shayari

Dard Shayari

By ValsadOnline

April 09, 2019

Wafa karne se mukar gaya hai dil Ab pyaar karne se darr gaya h dil Ab kisi sahare ki baat mat karna, Jhute dilaso se bhar gaya h dil Jab bulate the jinda dil the hum, Ab na aana ke marr gaya hai dil Ab wo pagalpan na wehshat hai, Kha k dhoke itne sambhal gya h dil