Dard Shayari

Dard Shayari

By ValsadOnline

April 09, 2019

Khwabon mai tum, jab bhi aate hoHanste-hanste fir kyon chale jate hoMai puchhta hoon tumse, kya kami hai mujhmeDilbar jo iss tarah mujhe satate hoSanam, dil ka kya dhundhta hai dar-badarTum to ujalon mai kahi najar na aate hoMilne ki koshish to karo khulush-e-yarHansa kar fir iss tarah kyon mujhe rulate hoRoj-b-roj naye-naye rup khwabon maiDekar tadap aur kashish badha jate hoKyon wo iss tarah tumko karte hain ‘Avinash’Wo khud jagte hain aur tumhe jagate hain..