Dard Shayari

Dard Shayari

By ValsadOnline

April 15, 2019

Dil ki khwahish ko naam kya dun pyar ka use paigam kya dun Is dil me dard nahi yaaden hai uski ab yaaden hi mujhe dard de to use ilzam kya dun