Gunah Hua Hai Mujhse Yeh Maana Maine,Kya Thi Majboori Kya Kabhi Jaana Tumne,Zakhm Tumko Mila Hai Per Dard Humko Hota Hai,Apni Bawafai Per Dil Saari Saari Raat Rota Hai,Kerdia Maaf Keh Ke Apna Gam Na Seene Mein Dabaya,Suji Huyi Aankhe Aur Murjhaya Hua Chehra Humse Na Chupaya,Kuch Ker Humper Raham Aur De Humko Saza,Yuh Aansu Bahaker Hum Ko Aur Na Tadpa..
Related Posts
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Aaj hum unhe bewafa bata kar aaye hai,Unke khaton ko pani mein bahakar aaye hai,Koi nikal kar paadh na le unhe,Isliye pani mein bhi aag […]
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
In Dooriyon Ko Judai Mat Kehna In Khamoshio Ko Ruswai Mat Kehna Har Mod Pe Yaad Karenge Aapko Zindgi Ne Saath Na Diya To Bewafayi […]
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Mat Karo Koi Wada Jise Tum Nibha Na Sako,Mat Chaho Use Jise Tum Pa Na Sako.Pyar Kiska Kaha Pura Hota Hai,Pyar Ka Pahla Akshar Hi […]
