Valsad Online
Join Telegram Valsad ValsadOnline
Bewafa Shayari Shayari

Bewafa Shayari

Teri aankhon se bahut pyar karte hain ‘Avinash’Hamse nafrat hai fir bhi teri aankhon pe marte hain ‘Avinash’Bewafai ki hai tumne ye malum hai ‘Avinash’ koTeri galiyon main na rakhenge kadam, bas yahi sochte hai ‘Avinash’Mujhe manjur hai teri bewafai aur judai bhiJudai kya hai judai ko pairo tale rakhte hain ‘Avinash’Bewafai ki hai tumne mere sathBewafao ko bhi dua dete rahe hain ‘Avinash’Dekh le aake kabhi kis tarah ji raha hoon yahanJakham diye hai tune tere jakhmo ko sah rahe hain ‘Avinash’Matlab rakhne walon se sada hi door rahenge abTeri muskan main matlab ki boo mahkate rahe hain ‘Avinash’Kya-Kya na sitam sahe hain tere pyar mainBewafa jan kar bhi tere liye tadapte rahe hain.

Related posts

Dard Shayari

ValsadOnline

Dard Shayari

ValsadOnline

Dard Shayari

ValsadOnline