Uske khathonko phaad diyaThasweeronko bhi jala diyaJobhi nishaaniyaan hai unko khatham kardiyaLekinnnnnnn…..Hamari har saans me, meri har nas me jo samaa gayaHamare khayaalon me jo chaagayaHamein jo apna diwaana banaagayaSaare dunian se bekhabar banaagayaKehtha tha hum uski zindagi hain, merehi zindagiko mujhse cheengayaKaisa a sitham kargayaJeethe ji mujhe maargayaAye sanam, yeh thoone kya kardiya?! kyaaaaa kardiya?!
Related Posts
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 7, 2019
- 0
Kabhi roke muskuraye, kabhi muskurake royeTeri yaad jab bhi aayee, tujhe bhula bulake royeEk tera hi naam tha jise hazaar baartha likhaJise khush hue the […]
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Dil ke Dard ko Lafzon mai dhala na gayaGhum ke Ansuon ko Aankho se nikala na gayaUsne Mujhe Dard is liye diyaKyun keUsse Mera Pyar […]
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Jagaaya unhone aisa ke aaj tak so na sakke Rulaaya unhone aisa ke sabke saamne ro bhi na sakke Jaane kya baat thi unn mein […]
