Bikhar rahi hai meri zaat usay kehnaKabhi milay to yehi baat Usay kehnaWo sath tha to zamana tha hamsafar meraMagar ab koi nahi meray sath usay kehnaUsay kehna k bin us kay din nahi kat-taSisik sisik k kati hai raat usay kehnaUsay pukaron k khud hi pohanch jaon us k passNahi rahay wo halaat usay kehnaAgar wo phir bhi na lotay to a meray meherbanHamari Zeest k Halaat usay kehnaHar jeet us k naam kar raha hon meMe Manta hoon apni Haar usay kehna…
Related Posts
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Nasha hum karte hain ilzaam sharaab ko diya jaata hai magar ilzaam sharaab ka nahi unka hai jinka chehraa hume har jaam mein nazar aata […]
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Jisne Haq Diya Mujhe Muskurane Ka; Ushe Shauk Hai Ab Muje Rulane Ka; Jo Lehro Se Cheen Kar Laya Tha Kinaro Par; Intzaar Ha Ushe […]
Bewafa Shayari
- ValsadOnline
- April 8, 2019
- 0
Aaj Achanak Teri Yaad Ne Mujhe Rula Diya Kya Karu tumne Jo Mujhe Bhula Diya Na Karti Wafa Na Milti Ye Saza Shayad Meri Wafao […]
