Bewafa Shayari

Bewafa Shayari

By ValsadOnline

April 07, 2019

Jaan se bhi zyada unhe pyaar kiya karte theYaad unhe din-raat kiya karte theAb un raahon se guzra nahi jaataJahan baith kar unka intzaar kiya karte the.______Wo Khatam Qaid ki Miyad Bhi Nahi KartaAur Main Zehmat-e-Faryad Bhi Nahi KartaKabhi Kabhi Wo Mujhe Itna Yaad Aata Hai dostonK Main Zid Mein Aa Kar Usey Yaad Bhi Nahi Karta..______Apni to mohabbat ki itni kahani hai,Tooti hui kashti or thera hua pani hai,Ek phool kitabon may dam tor chuka hai,Magar kuch yaad nahi aata yeh kis ki nishani haiā€¦.